Friendship Sms Messages

~ Friday, June 19, 2009
Friendship Sms Messages


Friendship Sms
koi kehta he dosti nasha ban jati hekoi kehta he dosti saza ban jati hepar dosti jab sache dil se ho todosti hi jeene ke wajah ban jati he
Sender: sunny Date: 18-06-2009



Friendship Sms
waadey bi doston ne khoob nibhayezakham muft aur dard tohfey main bhijwayeis se barh kar wafa ki aur kya misaal hogik maut se pehley dost kafan le aaye
Sender: umair baloch Date: 16-06-2009



Friendship Sms
Waqt Ke Panney Palat Kar Phir WohHaseen Lamhein Jeene Ko Dil Chahta HaiKabhi Muskuraya Karte The Sab Dost Milkar Aaj Phir Unke Sath WOh Pal Bitane KoDil Karta Hai
Sender: ayesha Date: 11-06-2009



Friendship Sms
Humari Chahat jaisa Rishata na Milega,Lakh dhond lo Hum jasa na Milega,Yad aaye gi Humari Humse bichr jane k bad,Jam Dil Walon ke Mehfil me Koi Dil se na Milaga.
Sender: zain Date: 08-06-2009



Friendship Sms
Humari Chahat jaisa Rishata na Milega,Lakh dhond lo Hum jasa na Milega,Yad aaye gi Humari Humse bichr jane k bad,Jam Dil Walon ke Mehfil me Koi Dil se na Milaga.
Sender: Haroon ur Rasheed Date: 07-06-2009



Friendship Sms
tari nazar ko fursat na miliwarna mera marz itna la eilaj na thaham nay wahan b dosti kar lijis shehar main dosti ka rawaj na tha
Sender: sanam khan Date: 04-06-2009



Friendship Sms
U TO HUM KISI KA PICHA NAHI KARTEDARDE DIL LIYA OR DIYA NAHI KARTEITEFAAQ KI BAAT HAI YE DOSTI AAP SE HAIVARNA ITNI KIMATI CHEEZ KISI KO DIYA NAHI KARTE
Sender: Pardesi Shah Muhammad Rahoojo Date: 01-06-2009



Friendship Sms
"DARD" KO "DARD" SE NA DEKHO,"DARD' KO BHI "DARD" HOTA HAI,DOSTI ME KABHI "DARD" NAHI HOTA KYOKI,"DARD" ME BHI DOST "HAMDARD" HOTA HAI,
Sender: moni Date: 31-05-2009



Friendship Sms
ek phool bhi aksar baagh saja deta hai Ek hi sitara dunya chamka deta hai jahan duniya bhar k rishtay kaam nahin atay wahin ek dost zindagi bana deta hai
Sender: Muhammad Waqas Date: 29-05-2009



Friendship Sms
Ek alag si pehchan banàne ki aadt haiHume Zakhm ho jitna gehra utna muskurane ki adat haiHum Sab kuch luta dete hai Dosti meQ k Dosti nibhane ki adat hai hume
Sender: hamza Date: 28-05-2009



Friendship Sms
Ek alag si pehchan banàne ki aadt hai Hume Zakhm ho jitna gehra utna muskurane ki adat haiHum Sab kuch luta dete hai Dosti meQ k Dosti nibhane ki adat hai hume
Sender: Pardesi Shah Muhammad Rahoojo Date: 27-05-2009



Friendship Sms
Dillagi dosto ke naam hoti haidildari dosto ki shan hoti haikahi bhi raho par rahoge dil me mereyahi sacchi dosti ki pehchan hoti hai
Sender: GULFAM ALI RAHOOJO Date: 26-05-2009



Friendship Sms
Ek hasi jo hasaa de Ek Aansu jo rula de Ek aarzoo jo jaga de Ek chahat jo samajh le Har aahat jo jaan le usi rishte ka naam hai. ''DOSTI''
Sender: Pardesi Shah Muhammad Rahoojo Date: 26-05-2009



Friendship Sms
Tumse doori ka ehsaas jab satane lagaTere saath guzra har lamha yaad aane lagaJab bhi tumhe bhulne ki koshish kiAe dost tu dil ke aur paas aane laga
Sender: haroonnice Date: 23-05-2009



Friendship Sms
Teri Khushi se nahi gham se bhi rishta hai meraYeh jo zindagi hai woh ek hissa hai meraaye dost tujhse lafzon ka nahiRooh ka rishta hai mera
Sender: haroonnice Date: 23-05-2009



Friendship Sms
Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saaralagta hai pyara ek ek taaraIn taaron mein sabse pyara hai ek sitarajo is waqt parh raha hai SMS hamara
Sender: haroonnice Date: 23-05-2009



Friendship Sms
Yaad karoge toh har baat yaad aayegiSuhane waqt ki mauj ruk jayegiDhoondo ge agar hamse behtar dost koiNigah door tak jayegi aur laut aayegi
Sender: haroonnice Date: 23-05-2009



Friendship Sms
Na saathi na humsafar hai koiNa kisike hum na hamara hai koiPar aapko dekh ke keh sakate haiEk pyaara sa dost hamara bhi hai koi
Sender: haroonnice Date: 23-05-2009



Friendship Sms
Agar hum ek aansu hoteToh aapki ankho se hokar apke honthon pe marna pasand karteAur agar aap meri aankho ke aansu hoteToh waada hai mere dost hum umar bhar nahi rote
Sender: haroonnice Date: 23-05-2009



Friendship Sms
Rishto ne har qadam pe imtihaan liyaTanhayi ne har mor pe dhoka diyaZindagi se phir bhi shikayat nahiKyuki zindagi ne aap jaise dost bhi di

0 comments:

Post a Comment